Coding-Decoding exam point of view se bahot hi important topics h.
Kyonki isse 2-3 questions jarur se bhi jarur exam me aate h. To dosto aaj hum Super
Special Trick sikhenge jisme kisi bhi coding-decoding solve krne ki SHORT CUT
TRICK batayi jaegi.
Sabse pehle inki DEFINITION ki baat kre to:
CODING ka matlab
hota h k kuch bhi written kiya h ENGLISH ALPHABETS me or us written words ka
kuch matlab banta h English Translation me. For e.g. DISPLAY ka meaning kuch
bhi ho sakta h computer coding language me or Iska matlab English Language me
bhi kuch na kuch nikalta h. To ye ho gyi coding.
DECODING ka
matlab hota h k kuch bhi written kiya h ENGLISH ALPHABETS me or us written
words ka kuch matlab nhi banta h English Translation me. For e.g. MSDTSDRF ka
meaning kuch bhi ho sakta h computer coding language me or Iska matlab English
Language me bhi kuch Ni nikalta h. To ye ho gyi decoding.
SUPER SPECIAL TRICKS IN HINDI:
SUPER SPECIAL TRICKS IN HINDI:
Iski short cut tricks sikhne se pehle hame English Alphabets
ki position/numbering pta honi chahiye. For e.g.
A ka number hota h =
Ek or ONE
B ka number hota h = Do or TWO
C ka number hota h = Teen or THREE
D ka number hota h = Chaar or FOUR
E ka number hota h = Panch or THREE
A, B, C, D & E to Ashaan yaad kiye ja sakte h. Problem
isse aage aati h. Jaise K ka kya number hota h English Alphabet series me.
In sab English Alphabets ki numbering yaad rakhne ka aasan
tarika diya gaya h, Jo is prakar diya gaya h.
A, B,C , D, E tak to humme yaad hi reh jate h.
Isse aage ye table yaad rakho jo niche di gayi h. EJOTY yaad
rakho jiska matlab h 5 10 15 20 25.
E
|
5
|
J
|
10
|
O
|
15
|
T
|
20
|
Y
|
25
|
Iske baad hamme XYZ bhi aasani se yaad reh jate h jiske
number 24 25 26 h.
X
|
24
|
Y
|
25
|
Z
|
26
|
Isse Aage English Alphabets aise yaad rekhe.
F
|
6
|
Fix-Six
|
G
|
7
|
Gun-Seven
|
H
|
8
|
Hi-Fi-8
|
I
|
9
|
Ion-nine
|
K
|
11
|
English me grahwah akshar
|
L
|
12
|
L-Twelwe
|
M
|
13
|
Ulta Teen
|
N
|
14
|
FourteeN
|
P
|
16
|
P for Player16
|
Q
|
17
|
G ke similar h usme 7 h isme 17 h
|
R
S T
|
18 19 20
|
Ramesh Sachin T-20
|
V
|
21
|
We me se You (Tum ek)
|
W
|
22
|
Ulta M iska matlab 23
|
In sab ko revise kare or niche diye gaye practice set ko
revise kerein.
WORD FOR PRACTICE
WITH ANSWERS:
UP – 21 16
MP – 13 16
DELHI – 4 5 12 8 9
WORDS TO DO THE
PRACTICE- NICHE DIYE GYE WORDS KI POSITIONS BATAO ENGLISH ALPHABETS KE SERIES
KE ACCORDING:
PUNJAB –
HARYANA –
RAJASTHAN-
MAHARASHTRA-
To download Super Special English Tricks to Crack Upcoming
Exams,
English Tricks
English version ??
ReplyDelete